Thumbnail : – कैसे हुए action scene shoot ?
Rishtedar har kisi ki life mai hote hai lekin rishtedar kisi ko bhi ache nhi lgte aaj kal ki generation ko waise he apne rishtedaro se nafrat hoti hai or ho bhi kyu naa rishtedar jab bhi aate hai apne bache ki to achaiya karke jate hai or dusro ke bache mai kamiya nikalte hai khud ki zindgi mai bhale he unke lakh preshaniya chal rhi ho lekin unhe humesha dusro ki life mai interfere ki aadat hoti hai lekin in sab baato ko sehan karne ke baad bhi jo apni life mai success ho hasil kar le wo hw aasli bajigar kehlata hai or aisi he baji jite hai hum sabhi ke chete ROCKY bhai yani Yash ne yash ne apni acting shuruvat jab ki thi to wo ghar se aakele nikle the tab unke papa ne unhe kah tha ki beta apne rishtedaro ki help kabhi mat lena, or yash ne apne papa ki baat mante hove khud ke bal bulte per khade hove
kisi ko bhi sahi raah dikhna ye har kisi ke bas ki baat nhi hoti hum ye sochte hai ki hum jo kar rhe hai wo bilkul sahi hoga humare liye hove feslo ko hum binna soche samjhe accept kar lete hai and un per kam krana shuru kar dete hai lekin humare liye hove fesle galt bhi ho skte hai is ke bare hum sochte nhi hai is baat ka ehsas hume tab hota hai jab hum kuch galt kar dete hai jis karan hume kahi naa khi loss bear karna padte hai lekin us time hume humari galti ko sudharne ke liye jo insaan sahi slah deta hai hume sahi rasta dikhata hai us time humare liye wahi ek farishta hota hai isi trha filme industry mai bhi frishto ki kami nhi hoti or un farishto ko hum log directors ke naam se jante hai jo actors ki galtiyo ko sudharte hai or unhe sahi raah dikhate hai
action ki duniya mai jab se Rocky bhai ne kadam rkha hai tab se mano sare action hero’s ko unhone lami chutti per bhej diya ho rocky bhai ko to ap sabhi jante he hoge rocky bhai ne apni aasli pehchan KGF movie se bnani , kgf mai rocky ki dmadar acting or jabardast action seen ko dekh kar ache acho ke muh khule ke khule reh gye the , KGf mai rocky ne action or apni acting se he audience ko attract nhi kiya tha balki Rocky naam ke character ka jo attitude the use bhi Yash ne is trha se nibhaya ki agr kisi or ko yash ki jgha shyed ye role milta to shyed he koi ise yash jitna ache tarike se nibha skta tha yash ne KGF mai apna attitude to dam dar rkha he sath mai jo get up yash ne liya thaw o bhi kabiliye tarif tha aaj bhi yash ke fan unke is look ke diwane hai
kgf ka matlab KOLARA GOLD FIELD kgf ki movie kgf aane se phele shyed he koi hoga jo KGF ke bare janta hoga KGF aaj se nhi balki saalo se india mai hai lekin KGF ko asli pehchan tab mili jab ise DIRCTOR parshant nill ne apni movie ke liye chuna ise phele agr hum kgf ke aas pass reh rhe logo ke ilawa kisi or bhartiye se iske bare mai puchte to uska yhi jwab hota ki mai kisi KGF ke bare nhi janta kgf Bangalore mai kolar district mai sthit ek jgha hai jo aaj se nhi Britisher’s ke time se India mai hai aisa mana jata hai ki britisher’s KGF ko small England ke naam se bulaya karte the aisa ho bhi kyu naa kyu ki KGF sone ki khan thi jahn se lakho tan sona nikala jata tha saal 1905 se yahn se sona niklta tha or lagbhag 121 saalo tak yahn se sona nikla jata rah
ye desh sone ki chidya bola jata hai wo aise he nhi bola jata , is deshne apne aader lakho ka sona chuppa kar rkha thaw o to humari bad nasibi thi ki is sone ko angrej humse chura kar le gye nhi to aaj humra desh bharat duniya mai phele number per hota lekin kehte hai naa jo hot ahai ache ke liye he hota shyed humara sath bhi jo huwa hoga uske piche kuch naa kuch achai jrur hogi angerj humara sona to le gye lekin humare sankar nhi chura paye , India mai sone ki khani KOLar gold field thi jo ki 1905 se india ko sona de rhi thi lekin , kuch karno se is e saal 2001 mai bnad kar diya gya per KGF ke aas pass reh rhe logo ko kehna hai ki aaj bhi KGF ki zmin ke niche lakho ka sona chupa huwa hai , agr aaj bhi kgf ki zamin ko khoda jaye to uske niche se sona niklega
kisi bhi kahni ko intresting tab tak nhi bnaya jaa skta jab tak ki us kahni mai hero ko dukhi karne ke liye villain naa ho or jab kisi kahni mai ek ki jgha aaneko villain ho to us kahni ko sune ka maja he kuch or hota hai agr wahi kahni sune ki bajye sakshat dekhne ko bhi mil jaye to , to din bna jata hai KGF bhi ek aisi he kahni hai jis mai jitney bhi character hai wo sabhi villain hai or to or kahni ka hero bhi ek villain he hai lekin wo villain ho kar bhi audience ki najro mai hero hai or aasli villain to KGF mai aadhira hai jo rocky ko bar bar preshan krta hai aadhira ka look kgf mai sabse hatke hai aadhira ki dress to use bhi jyada lajwab aadhir is dress ki dikhne mai jitni lajwab thi ise wear krna bhi utna he mushikl tha aadhira ki dress ka weight 25kg se bhi jyda ka tha
kaisa lgega agr hum apko kahe ki KGF ki kahni ek tru base story hai , jhtaka lga naa ji haan ye baat ek dam such ahi ki KGF ki kahni ke true base story hai , or india mai such mai ek aisa aadmi tha jis ke pass itna sona tha ki wo pure india ka karja uttar skta tha , yhi karan tha ki jahn wo rehta thaw ah per usne kisi bhi trha ki kami nhi chord rkahi thi , hum baat kar rhe hai KGF ki , aisa kah jata hai ki KGF ek aisi jgha hai jahn per india mai sab se phele electricity aai thi , or aisa mana jata hai ki jab pur bharat mai raat ko aandhera rah krta tha tab KGF he ek aisi jgha thi jo raat ko jugnu ki trha pure bharat mai chamkti thi or jab kahi per bhi railway ki pattri nhi dali thi tab bhi sabse phel train KGF se he shuru hui thi
KGF movie ki kahni ek aisi aadmi kit hi jis ke pass bachpan mai kuch bhinhi hota lekin wo kisi trh ase mehnat karke khub paise kamta hai or wo paisa sara is liye kamta hai taki wo apni maa ko sona laa kar de skte , rocky apni maa se ye wada karta hai ki wo use sona laa kar dega , or wo apni maa ko diye ise wade ko pura bhi krta hai lekin jab tak rocky ka sapna pura hota hai tab tak rocky ki maa nhi reht , lekin ab rocky ke pass sab kuch hai , KGF mai rocky jis palace mai rehta hai wo dekhne mai behad khubsurat hota hai , movie mai KGF ke pass he rocky ke us palce ko dikhya jata hai lekin aasel mai us palce ki shooting ke liye KGF ki team ko spice Mysore jana padta hai
KGF movie ko dekhne se aisa lgta hai mano KGF movie ki shooting mai KGF movie ke director parshant nill ne kafi BFX ka use kiya hai lekin ye bilkul galt hai KGF ki shooting ke time parshant nill ne bilkul kam BFX ka use kiya hai , aaksir kafi movies mai aisa mana jata hai ki jyada logo ko dikhane ke liye us movies ki team BFX ka use karti hai or unhe net se le kar sidha copy paste kar deti ahi jis se unka time or paisa dono bachati hai , lekin parshant nill ne apni movie KGF mai naa to time ki shortage rakhi or naa he money ki unhone khule dil se movie ki shooting ki or kam se kam BFX ka use kiya taki movie realistic lge or audience ko movie dekhne mai mja aaye , agr hum baat kare camera ki to kgf ke liye ARRI ALEXA SXT naam ka 75 lakh ke cmera ka use hoga ,
To kya apko itezar reh ga kgf chapter 3 ke aane ka hume comment karke jrur btaiyega tab tak ke liye bye
Vareena tandaniya