इतनी शातिर 40 साल में कभी न पकड़ी गई!

Sal 1999, ek 87 वर्षीय ब्रिटिश महिला अपने घर के सामने एक प्रेस कांफ्रेंस करती है और बताती है की वो पिछले 40 सालो से एक अंडरकवर एजेंट यानी spy ke roop me rah rahi thi। Hairani ki bat ye thi ki uski beti ko bhi itane salo me kabhi apni ma ke upar शक नही हुआ।

जब ये खबर सबके सामने आई तो उस महिला के घर वाले भी उतने ही हैरान थे जितने की देश के बाकी सभी लोग, हालाकि मेलिटा के पड़ोसी को उसके कम्युनिस्ट और लेफ्ट विंग पार्टी की आइडियोलॉजी की तरफ झुकाव के बारे में पता था, इसलिए उन्हे ज्यादा हैरानी नहीं हुई। पूरे देश की मीडिया और आम जनता इस बात से हैरान थे की आखिर इतने साल तक ये महिला जासूसी के काम कैसे करती रही और पकड़ी भी नही गई।

हम बात कर रहे है मेलिटा नॉरवुड के बारे में, जो दुश्मन देश को न्यूक्लियर वेपन की सारी जानकारी मुहैया करवाती थी। पर मेलिटा ने ये खुद बताया की उन्हे इस बात का ज़रा भी अफसोस नहीं है की उसने दुश्मन देश को न्यूक्लियर weapons ki जानकारी दी, उन्होंने ये काम वैश्विक शांति और थर्ड वर्ल्ड वार रोकने के लिए किया। मेलिटा ने mainly second world war के दौरान ही जासूसी की शुरुआत की थी, क्योंकि उन्होंने देखा था की कैसे न्यूक्लियर weapons ke karan desh tabah ho rahe hai, Japan ke Hiroshima aur Nagasaki का अंजाम वो देख चुकी थी, अगर एक और न्यूक्लियर मिसाइल war me use hota to ye third world war ka aagaz कर देता क्युकी us समय तक न सिर्फ अमेरिका बल्की कर ताकतवर देश न्यूक्लियर weapons develop karne ki फिराक में थे, अगर वे ऐसा करने में कामयाब होते तो शायद ही कोई देश war me piche हटता और और उनका पहला वार होता न्यूक्लियर मिसाइल्स, इसलिए मेलिटा ने उस समय के सोवियत यूनियन जैसे देश की हेल्प करने की ठानी उन्हे इंग्लैंड और बाकी देशों के न्यूक्लियर weapons aur aage ki chal se aagah करती रही, ताकि वैश्विक शांति बनी रही।

मेलिटा पर कर बारे पकड़े जाने का भी खतरा बना रहा पर वो हर बार बच निकलती थी। उनकी जासूसी की करने भी काफी रोमांचक और कठिन रही थी।

वर्ल्ड वार और कोल्ड वॉर के बीच मेलिटा का कम्युनिज्म और वैश्विक शांति की तरफ झुकाव बहुत हद तक अपने पिता से विरासत में मिली थी।

मेलिटा के पिता alexander sir एक latvian emigrant the aur मां gertrude stedman एक ब्रिटिश महिला थी। हालाकि मेलिटा का जन्म ब्रिटेन में ही हुआ था, पर उनके शुरुआती दिनों में russia aur Soviet union ka prabhav bhi kafi raha jiske piche मेलिटा के पिता की आइडियोलॉजी और उनकी अतीत का हाथ था।

दरअसल मेलिटा के पिता alexander sirnis ka background kafi interesting tha, vo pahle mashoor writer Leon Tolstoy ke secretary rahe the, Leon Tolstoy jinhone “War and peace” likhi. Jo aage chalkar kae logo ki ideology ko change kar war ke badle Shanti ka rasta chunane ka marg pradarsit kia tha.

Par Russian Empire ke Khilaf revolutionary ideology rakhne ke karan Tolstoy ko palayan karna pada.

Palayan ke dauran Alexander ko dubara employment mili Tolstoy ke literary executor, Vladimir charkov ke yaha as an estate manager.

Aur eventually Alexander bhi apne malik yani Vladimir charkov ke piche piche Britain aa pahucha.

Jaha cherktov ne ek alag colony ko establish kia jo ki tolstoyan principal ke basis se kafi parallel tha.

Yani domestic simplicity and non-violence ki ideology. Jise communism ideology bhi kahte hai.

Britain me rahne ke dauran Alexander ne democratic federation jo ki ek Marxist group tha use bhi join kia tha, halaki vo is group ke revolutionary act ke violence ke virudh tha.

Alexander Marxist group ke hote hue bhi socialism aur communism ke taraf jhukav rakhte the.

11 November 1918 ko Alexander ki tuberculosis se maut ho jati hai. Is waqt Melita matra 6 sal ki thi. Itani choti thi ki shayad hi ve communisam aur socialism jaise pechida bato ko samjh sake.

Par hum bat kr rahe hai world war aur cold war ke samay ki, jaha har gali chauraho, har ghar tak politics aur war ke pechida muddo gharo ke andar apne pair pasar chuke the.

Sath hi Alexander aise group aur colony ke sath Jude the jaha ye sari bate aam thi, yani ek tarah se unhone virasat me Melita ko socialist ideology ka environment de rakha tha jisme Melita Pali badi aur in aage chalkar usane bhi communism ideology ko apnaya.

Melita ki ma adhiktar is communism ki vichardhara ko ek utopian ideology batati thi, yani aisi ideology jo practical ya acheivable nahi hai.

Melita ke bachpan me hi Melita ki ma ne use jasoosi ki dunia se thoda bahut introduce karwa hi dia tha. Unhone Melita ko ek secret conduit ke taur par use kia. Melita Moscow ki party aur London ke British communist headquarters ke beech message pahuchane ka kam karti thi.

Melita badi hokar ek bahut hi mehnati aur bright student ke roop me ubhari, aur ek scholarship bhi jita 1923 me.

1928 me vo school captain ke roop me bhi appoint hui, ek promising acheivement, uske future academic career par char chand lagane ke liye

1930 me Melita ne logic aur latin course ke through University me dakhila lia, but eventually uska in subject se man ऊब गया, और मेलिटा ने यूनिवर्सिटी से ड्रॉप आउट लेने का डिसीजन लिया। aur University छोड़ वो अपनी बहन के साथ पेरिस चली गई।

पर मेलिटा की ma ne kuch samay bad hi Melita aur uski choti bahan ko unke sapno ki dunia se nikal fir se padhai ki rah le aae, jaisa ki har ma baap apne teenage bachho ke sath karte hai.

Melita ki ma ne Melita ka admission Germany ke Heidelberg University me karwa dia jaha uski baki ki padhai puri hui। Aur sath hi University me Melita ne kae socialist aur political matter me badh chadh kar bhag lia, jisne uske political view ko kafi had tak aakar dia tha।

1932 me Melita England wapas laut aae aur uske achhe academic records ke through use British Non-ferrous Metals Research association me as a secretary ki naukari dilai.

Yaha bhi Melita ne apne leadership ki क्वालिटी दिखाते हुए women clerks and secretaries ke association ki organizer ban gae.

Aapko bata de ki ye wahi research association hai jaha England ke nuclear weapons banane ki research hoti thi, aur as a secretary apne working period me Melita ne kae information Soviet union tak pahuchae.

Isi beech Melita ki shadi bhi hui, Melita ke pati ko Melita ke jasoos hone ki bat pata thi aur vo iske khilaf bhi the, par fir bhi Melita apni jasoosi ka kam karti rahi.

Is beech Melita Britain ke secret communist Society ki member bhi bani. Aur inhi sab me Melita ki ma ne Melita ki mulakat karwae Andrew rothestein se. Aage chalkar Andrew aur Melita achhe dost ban gaye.

Andrew rothestein hi vo shaksh tha jo aage chalkar Melita ka recruiter aur first handler bana. Rothestein ne Melita ko Stalin ke secret police yani NKVD se introduce karwaya jo ki aage chalkar KHB organization कहलाई, सोवियत यूनियन की एक खुफिया organization, jiske liye information pahuchane ka khufia kam Melita ne aage chal kar kia tha.

Ye rothestein ka hi Kamal tha jiske influence me aakar Melita ne jasoosi ka kam karna start kia tha.

Iske liye use ek code nme bhi mila tha, code name HOLA.

Melita ko dar tha ki aage chal kar western Europe yani ki aaj ke samay ke US ke pas unparallel exclusive nuclear power hogi, jo ki world peace ke liye sahi nahi tha, aur shayad third world war ka जनक बनने का कारण भी बन जाए। इसलिए मेलिटा ने ये जासूसी का काम करना अअपनाया

Ek bar Melita par England ke intelligence bureau ko शक भी हुआ और उन्होंने ये बात मेलिटा के हेड को भी बताई पर उस समय के मेलिटा के बॉस ने यही कहा की एक लड़की कभी इतनी अच्छी जासूस नही हो सकती अगर वो जासूस होती तो कब की पकड़ी जा चुकी होती।

यहां मेलिटा के बॉस ने अपने ego aur organization ke security par koi sawal khada na ho ye sochkar apni image bachane ke liye kaha, unhone ek female ke itane badhiya jasoos hone par hi शक था, जो की काफी controversial aur misogynistic bayan hai par ye samay 20वी shatabi ka tha jaha ye sari bate intelligence bureau ko kafi convincing bhi lagi. Aur unhone Melita par se apne Shak ki sui hat li.

Yaha Melita ki kismat aur logo ke हाइपोक्रेटिक soch ne use bacha lia. Par jaise jaise waqt बीतता गया और मेलिटा के कम्युनिस्ट और लेफ्ट विंग ideology ki taraf ka झुकाव सबके सामने आता गया, वही मेलिटा पर shaq bhi बढ़ता गया. साथ मेलिटा के कर साथी भी इंटेलीजेंस ब्यूरो द्वारा पकड़े गए। आखिरकार 40 साल तक जासूस बने रहने के बाद मेलिटा ने सबके सामने अपनी असलियत लाना ही सही समझा। और अपने घर के सामने प्रेस कांफ्रेंस में उन्होंने अपने ऊपर लगे एजेंट होने के सभी शक और इल्जामों को सही बताया और कुबूल किया की वो एक जासूस है।

Aur kuch aisi hi kahani hai war 2 ki, jaha war jaise situation ko difuse karne aur intelligence bureau team ko chakma dekar kaise hamare heroes world peace ko wapas se established karte hai। Aise Indian spy ki kahani ko lekar aa rahe bade parde par jald hi. Is film par kam hona ho gaya hai shuru aur kahbre hai ki agle sal ye film yani ki war 2 bade parde par aaega nazar. Comments me batae kya aap bhi Banna chahte hai jasoos ?

 

 

 

Jaya Bhardwaj

 

 

 

 

 

 

 

Comment Your Thoughts.....

0 0 votes
Article Rating
Subscribe
Notify of
guest
0 Comments
Oldest
Newest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments

Related Post

dunki

Dunki

कहा पहले एक्टर vs एक्टर देखने मिलता था, तो वही अब एक्ट्रेस vs एक्टर देखने मिलेगा और हो भी क्यों ना बॉलीवुड की एक्ट्रेस किसी

Read More »
Bhool Bhulaiya 3, Kartik Aaryan,Bollygrad Studioz ,bollygradstudioz.com

Bhool Bhulaiyaa 3

Japan ke Okinawa Island pe stith Nakagusuku(नकागुसुकु) hotel Japan ke most haunted place me shaamil hai. Iss hotel ki khaas baat yahi hai ki iska

Read More »
Black Tiger, Salman Khan,Yaami Gautam,Bollygrad Studioz bollygradstudioz.com

Soldier जो Grenade से खेल गया!

1971 का समय था, पूर्वी पाकिस्तान के नेता शेख मुजीब उर रहमान चुनाव जीत गए थे लेकिन पश्चिमी पाकिस्तान को उनका प्रधानमंत्री बनना स्वीकार नहीं

Read More »

Bollygrad Studioz

Get the best streaming experience

Contact Us

41-A, Fourth Floor,

Kalu Sarai, Hauz Khas,

New Delhi-16

 

011 4140 7008
bollygard.fti@gmail.com

Monday-Saturday: 10:00-18:00​