कौन होगा अगला Bahubali ??

SS Rajamouli ki film Bahubali to aapne dekhi hi hogi. Iss film ka Nayak Amrendra Bahubali jis samraj ka Raja hota hai , Uska nam yad kariye ..Uska naam tha Mahishmati.

Kya apko malum hai ki Mahishmati samraj काल्पनिक nahi hai, balki humari history mei recorded hai . Film mai iss Samraj par kabze ke liye कालकेय aur Bahubali ke beech yudh aur Bahubali aur Bhallaldev ki ladai bi aapne dekhi hi hogi. Bahubali ke dono parts mai iss Mahishmati samraj ki baat hoti dikhi hai .

लेकिन असल में ये माहिष्मती कहां है? और उसकी अभी कैसी स्थिति है? यह जानना बड़ा रोचक होगा.

Maahishmati vartamaan madhy bhaarat mein ek praacheen shahar tha. yah vartamaan madhy pradesh mein narmada Nadi ke tat par sthit tha, haalaan ki iska sateek sthaan anishchit hai. iska ullekh kayi praacheen granthon mein milta hai, aur kaha jaata hai ki is par Arjun ka shaasan tha. Maahishmati Avantee saamraajy ke dakshinee bhaag mein sabase mahatvapoorn shahar tha, aur baad mein Anoop saamraajy kee raajadhaani ke roop mein kaary kiya. 13 century tak shahar ka vikaas ho sakata hai, jaisa ki ek paramaar shilaalekh se sanket milata hai.13 वीं शताब्दी तक शहर का विकास हो सकता है, जैसा कि एक परमार शिलालेख से संकेत मिलता है।पुराणों में वर्णित नगरी माहिष्मती या महेश्वर को लेकर इतिहासकारों के बीच भेद है. कुछ लोग इसे जहां मध्य प्रदेश का नगर बताते हैं, तो वहीं कई विद्वानों का मत है कि यह भारत के पश्चिमी राज्य गुजरात में भरूच के पास नर्मदा नदी के तट पर अवस्थित था. एसएन मजूमदार की लिखी एनसिएंट ज्योग्रॉफी ऑफ इंडिया में माहिष्मती का अस्तित्व वर्तमान महेश्वर के रूप में दिया गया है, जबकि केएम मुंशी इसे गुजरात का नगर बताते हैं. 1807 में प्रकाशित एशियाटिक रिसर्चेस में मि. विल्फर्ड, स्व. करंदीकर, एसके दीक्षित जैसे इतिहासकारों ने भी वर्तमान महेश्वर को ही माहिष्मती बताया है |

Baahubali:3 ki kahani uske dusre part ke aage se shuru hoti hai .

Amrendra Bahubali (Prabhas) ke bete Mahendra Bahubali ke pass ab Mahishmati samraj kabze mai hota hai aur sath hi Avanthika (Tamanna) se shadi kar leta hai.Mahendra Baahubali ko iss part mai naye naye dusmano ka samna karna padega .

Apko to yaad hi hoga pehle part mai Inkoshi, King of Kalkeyas jinhone Mahishmati samraj ke khilaaf yudh ched diya tha unke beta teesre part mai dikhayi dega Jo apne baap ka badla Mahishmati samraj se yudh ched kar lena chahta hai .Kalkeyas phir se yudh ke maidaan mai utarengey .

Mahendra Bahubali, Katappa aur apni army ke sath milkar ek bhayankar yudh ladte hai . Mahendra Bahubali ko yudh se pehle ek ladka hota hai jiska naam wo Apne papa ke upar rakta hai . Avanthika aur Devsena bi yudh mai milkar Bahubali ka barabar se sath dete hai aur dono milkar किले ki rakhsa karte hai .Yudh ke beech mai Katappa Talwar se gayal hokar mar jate hai jiska badla Bahubali Kalkeyas ke Naye Raja ka sar kaat kar karta hai .Apne naye Raja ka sar kata hua dekh kar Kalkeyas ki sena bhag jati hai . Mahendra Bahubali ke beta jaise hi bada hota hai Mahendra apne bete ko Mahishmati ka naya Raja bana deta hai . Mahendra Baahubali se jyada takatvar unka beta ab Mahishmati ki virasat sambhalega.

Aisi hi kahani Baahubali :3 ki ho sakti hai, Aap sab ka iss bare mai kya kyal hai hume comments karke jarur bataye aur phir milenge ek naye blog ke sath tab tak khush rahe aur safe rahe ,Bye

By – Faizan

 

 

 

Comment Your Thoughts.....

0 0 votes
Article Rating
Subscribe
Notify of
guest
0 Comments
Oldest
Newest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments

Related Post

thalapathy 68

Thalapathy 68

फिल्म थलापति 68 का हिसा आज कौन नहीं बनना चाहता है, और अगर किसी का भी नाम इस फिल्म से जोड़ा जाता है तो वो

Read More »
KGF 3, Yash, Sanjay Dutt, Bollygrad Studioz bollygradstudioz.com

KGF 3

America ke 35th President John. F. Kennedy ke hatyare Lee Harvey Oswald ko Soviet se America aaye huye abhi wakt bhi nahi hua tha ki,

Read More »
BAHUBALI 3

Baahubali 3

बाहुबली the conclusion के end में दिखाया गया है कि महेंद्र बाहुबली भल्लालदेव को मार देते हैं लेकिन भल्लालदेव के पिता bijal dev का end

Read More »

Bollygrad Studioz

Get the best streaming experience

Contact Us

41-A, Fourth Floor,

Kalu Sarai, Hauz Khas,

New Delhi-16

 

011 4140 7008
bollygard.fti@gmail.com

Monday-Saturday: 10:00-18:00​